Paa Songs Lyrics

Movie Cast :    Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Vidya Balan
Music Composer :   Ilayya Raja
Lyric's Writter :   Swanand Kirkire
Movie Director :   R. Balki
Movie Producer :   Sunil Manchanda, AB Corp
Movie Release Year :   4 December 2009

Paa is a great movie and child sensational of the year. The movie is starring Amitabh Bachan and Abhishek Bachan and it is a rare father-son-son-father story. Big B has done excellent acting and played the role of a 13 years old son of Abhishek Bachan. Amiabh is showing to be suffering from a rare mental disease. Songsblasts is providing free complete songs lyrics of the movie paa. Easy download and free of cost. Read Paa Songs Lyrics, here you can read Latest Movie Paa Songs Lyrics

Uri Uri haan Uri

uri uri haaan uri
mein phir uri uri ittefaaq se
jurri juri haan juri
mein phir juri juri ittefaq se
Songsblasts.com
ghari ghari main
uri uri main uri
ghari ghari
phir uri
juri juri main juri
ghari main gharri
ghari gharri phir juri
haan juri uri hoon
mein ittefaq se

urhi urhi haan urhi main
phir urhi urhi ittefaq se
jurhi jurhi haan jurhi main
phir jurhi jurhi ittefaq se

Songsblasts.com

khula khula sa khila
khila sa mila koi ittefaq se
zara zara sa khilaa
khilaa saa palaa koi ittefaq se

urhi urhi main khari khari
main khari khari
jurhi jurhi urhi
urhi urhi main khari khari
main khari khari
jurhi jurhi urhi
wo mila main khili

Songsblasts.com

phir chali main
wo ura main uri
phir juri main
haan mili juri main
uri ittefaq se

uri uri haan uri main
phir uri uri ittefaq se
juri juri haan juri main
phir juri juri ittefaq se
Songsblasts.com
gharri gharri main uri
uri main uri gharri
gharri phir uri
juri juri main juri
gharri main gharri gharri
gharri phir juri
haan juri uri hoon main ittefaq se

uri uri haan uri main
phir uri uri ittefaq se
juri juri haan juri main
phir juri juri ittefaq se

____________________________

 

Muri Muri Ittefaq Se


Murhi Murhi kahaan kahaan
kahaan mein Murhi Murhi ittefaaq se
juri juri jahaan kahaan
kahaan main juri juri ittefaaq se
ghaardi ghaardi kyun mein
kyun udhi mein udhi
Songsblasts.com
ghardi ghardi kyun main
juri juri kyun main
kyun udhi main udhi
juri juri kyun main
kyun mudhi udhi thi juri ittefaq se
mudhi mudhi kahaan kahaan
kahaan mein mudhi mudhi ittefaq se
juri juri jahan kahaan
kahaan main juri juri ittefaaq se

khuli khuli mein chali chali
main khili khili ittefaq se
gali gali main chali

Songsblasts.com
chali mein mili mili ittefaaq se
khuli khuli mein chali chali
mein khili khili ittefaaq se
gali gali main chali chali

mein mili mili ittefaq se
udhi udhi na ladhi ladhi
main khadi khadi
juri juri udhi juri juri
naa muri muri
mein ghardi ghardi
khadi khadi udhi
kyun mili kyun khili
kyun chali main
kyun udhi kyun mudhi
kyun juri main
kyun mili juri main
udhi ittefaaq se

mudhi mudhi kahaan kahaan
kahaan mein mudhi mudhi ittefaaq se
juri juri jahan kahaan
kahaan mein juri juri ittefaaq se
ghardi ghardi kyun mein
kyun udhi mein udhi

ghardi ghardi kyun mein
juri juri kyun mein
kyun udhi mein udhi
juri juri kyun mein

Songsblasts.com
kyun mudhi udhi thi judhi ittefaaq se
mudhi mudhi kahaan kahaan
kahaan main mudhi mudhi ittefaaq se
juri juri jahan kahaan
kahaan mein juri juri ittefaaq se

Songsblasts.com

____________________________

Gum Sum Gum Gum Sum Ho Kyon Tum

gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum ghum kyun ho tum
aankhon se chalke hai ghum ghum, honto se muskan gum
ruthy kyun ruthy ho har dam, keh do kia bachche ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum ghum kyun ho tum

hum inko samjhye kaisy, jinhe k lamhe hain kam
is pal ki qeemat bari hai, is pal ko kar lo jattan
mathe pe silvat ka gehna, har chehre ne kyun hai pehna
haaye kyun bhaaye hai inko chinta ki nadiyaa main behnaa
SongsBlasts.Com
hans do na, hans do na
aao na dharkan k lete gao na tum dhumpi chak dhum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum ghum kyun ho tum

hum inko batlaye kaisy jute hai inke abb hum
main main main main main na karna, toro na saare bharam
SongsBlasts.Com
amber se barsy jo badal, chhate main kya chhupke rehna
haathon mein haathon ko thamy dukh sukh ki boondon ko sehnaa
hans do na, hans do na
aaao na dhrkan ke lete gao na tum dhumpi chak dhum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum ghum kyun ho tum
ankhon se chhalke hai ghum ghum, honto se muskaan gum
SongsBlasts.Com
ruthy kyun ruthy ho har dam, keh do kya bachche ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum ghum kyun ho tum

____________________________

Meri Jaan Teri Hai Mery Paaa

meri jaan teri hai mery paaa
haan meri maan teri hai mery paaa
meri maan teri hai mere paaa
haan meri jaan teri hai meri haan
maano meri baat, na kabhi mily gi rat
songsblasts.com
jaisy ho halaat hogi tery saath
meri jan meri maan mere paaa

meri jan teri hai mere paa
haan meri maan teri hai mere paa

dikhne mein jhaansi ki raani hai paaa
songsblasts.com
sachi mein meri maan darpoq hai paaa
sabka dar chutki main bhagaati hai paaa

par sachi mein thora sa ghabraati hai paaa
raat ko soti hai batti na bujhaati hai, full light on
songsblasts.com
picture main bohat dikhy aankhein band karti hai
khush hoon main tu uske saath hai paaa ha ha
meri jaan hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm paaa
hmmmm hmmmm hmmmm teri hai mere paaa

dikhne main thori si udaas hai paaa
sachi main meri maan bindaas hai paaa

ziddi hai mujhse bhi khaas hai paaa
chutki main
songsblasts.com
chillaany wo lage to sabko hilaana
har baat hai uski sahi yehi jatlaana
kush hoon main tu uske saath hai paaa
meri jan teri hai mere paaa
haan meri maan teri hai mere paaa
songsblasts.com

____________________________

Hichki Hichki Hichk Hichki Ho Naa Jaana

Hichki Hichki Hichk Hichki Ho Naa Jaana
khawaabon ki gali mein too yaad ban k kho na jana

hichki hichki hichk hichki ho na jana
khawaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
hichk hichki ka aana jaana, sisak siski ka tana bana
songsblasts.com
kisi ki hichki hai, kisi ki siski hai
siskiyon ki bheer mein tu kho na jana
hichki hichki hichk hichki ho na jana

hichk hichki hichk hichki
jo hai pata wo na bata, raaz chupany mai hai sachcha maza
hichk hichki hichk hichki
kehna hai jo keh do ke na batein banaane ko hai kuch na bacha
hichk hichki hichk hichki
hansati hun main kyun k mai ne kabhi kuch na kahaa
songsblasts.com
baton hi main baaton se tu baaton ko na barhaa
honto ki batein kabhi honto se jaaye nahi
honto pe rehne do na jaana
hichki hichki hichk hichki ho na jana
khawabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana

hichk hichki hichk hichki
jane do na jeeny do na, jeeny se roko nahi jane do na
hichk hichki hichk hichki
jane na wo jane ga to jiye ga aisy jaisy koi saza
hichk hichki hichk hichki
hasata hai wo kyun k tu ne abhi kuch na kahaa
songsblasts.com
baato hi main baaton se tu baaton ko na barha
honto ki baatein kabhi honto se jaaye nahi
honto pe rehane do na jaan
hichki hichki hichk hichki ho na jaana
khawaabon ki gali mein tu yad ban ke kho na jana
hichk hichki ka ana jana, sisak siski ka tana bana
kisi ki hichki hai, kisi ki siski hai
siskiyon ki bheer mein tu kho na jana
hichki hichki hichk hichki ho na jana
songsblasts.com

____________________________

Halke se Bole Kal Ke Nazarey

Halky se boly kal k nazarey
aankhon se sun, kal ki dhunn, sunn sunn sunn
kal ko tu chunn chunn jahan naya yahan
songsblasts.com
halke se bole kal ke nazaarey
aankhon se sunn, kal ki dhunn, sunn sunn
kal ko tu chunn chunn, jahan naya yahan
halke se bole kal ke nazaarey
songsblasts.com

Abhishek Bachchan Promote his upcoming film Paa Mudi Mudi Paa Promo Mobile Video Song Paa Songs Paa Mudi Mudi song Watch Online Paa Official Website Trailer
 Watch Online Paa Video and Promo Songs Paa First Look Paa Movie Poster

 Related Links:


 Paa Wallpapers     Paa Songs     Paa Ringtones     Paa Lyrics     Paa Videos     Paa Movie Review     Overview    

Advertisement

Privacy Policy | Home | Indian Pop Songs | Hindi Songs | Pakistani Movie Songs | Pakistani Pop Songs | Bollywood Movie Wallpapers | Celebrity Wallpapers
Copyright © SongsBlastss.com 2010