
Abe Saale
ishq ko goli se uda de, suli pe dil ko lataka de, abe saale - (2)
haathon ko thaama hai toh chhod de, jo bhi nishaani li hai tod de
gori kalaayiyon ko marod de
to de jo bhi kiye hai waade, abe saale
yeh pyaar ka haar jisake gale mein pada
kambakht pachhtaaya hai woh yahaan pe bada
tu na milaana kabhi nain re, tu na gawaaana kabhi chain re
so ke bitaana saari rain re
jaage hai sapane toh sula de, abe saale
abe saale
yeh pyaar bikata hai boli tu bhi jara bol
tu yaari aur dosti ko yahaan jamake tod
saste mein karaya na tu mol re
duniya hai saari rock n roll re
dum pe aake isake dol re
saath mein sabko nacha de, abe saale
ishq ko goli se uda de, suli pe dil ko lataka de, abe saale
haathon ko thaama hai toh chhod de, jo bhi nishaani li hai tod de
gori kalaayiyon ko marod de
to de jo bhi kiye hai waade, abe saale, abe saale, abe saale...
___________________________________________________________________
Rupaiya
tumane mere sine se patthar hata diya
shukriya tumhaara jo mujhako riha kiya
har taraf deewaaron se takara raha hoon main
khud se baat kar karke bhukata raha hoon main
ungali pakad lo ke chalane ko lalacha raha hoon main
yeh pakada rog rupaiya, rupaiya, rupaiya.....
suno suno suni kuchh aawaaj, jaise koyi dil dhadaka ho
jaise saanson mein saans, jaise koyi kai parinda
udane ko par tod raha ho
jaise koyi bhuk ka maara roti roti bol raha ho
yeh uda yeh uda rog rupaiya, rupaiya, rupaiya.....
abb chalu yahaan ka kaam ho gaya
kaatilon mein phir mera naam ho gaya
jisane jaan bakshi mujhe woh mujhape kurbaan ho gaya
hai jeher mujhame daba main jinda hiin main mara main hoon
phir kone mein -2 chhip jaaunga, ummidon mein phir jag jaayunga
aa chalu kal phir main aayunga
yeh badha yeh badha rog rupaiya, rupaiya, rupaiya.....
____________________________________________________________________
Meri Khaamoshi Tumhaari Baatein
meri khaamoshi tumhaari baatein, meri aankhein tumhaare sapane
meri mohabbat tum raho salaamat
mere kaandhe se lagake beetein umar
tu alag jo karein toh toh main jaau gujar
par kabhi aisa ho yeh khuda na karein
tumako koyi bhi hamase juda na karein
ho bahaana koyi duriyana na rahein
dur tum na raho dur hum na rahein
nind aaye tumhe chain mujhako milein
aankh teri khule toh mera din chadhe
jitana dekhu tumhe pyaar utana badhe
pyaar badhata rahein faasle kam rahein
chaahe khushiya mile chaahe sau ghum mile
ho bahaana koyi duriyana rahein
dur tum na raho dur hum na rahein
mere kaandhe se lagake beetein umar
tu alag jo karein toh toh main jaau gujar
par kabhi aisa ho yeh khuda na karein
tumako koyi bhi hamase juda na karein
ho bahaana koyi duriyana na rahein
dur tum na raho
_____________________________________________________________________
Chalate Chalo
(saanson bhari hai jindagi, is this the real like ??
rangon bhari raahein sabhi, but i dnot know where is taking me
o u o o chalate chalo - (4)) - (2)
(jaane kahaan pe hum aaye, najaare aankhon pe chhaaye
o my lord ?? heaven you are the one believe in) - (2)
kitana hasin tera jahaan, with you by my side i can go ??
o u o o chalate chalo - (4)
banake hawa hum udd jaaye, baadalon ke sang jud jaaye
got my head up in the clouds now, but my feather on the ground
lamaha yeh phir hoga kahaan, this is my ?? i am the star
o u o o chalate chalo - (4)
saanson bhari hai jindagi, is this the real like ??
rangon bhari raahein sabhi, but i dnot know where is taking me
o u o o chalate chalo - (4)