
More Naina Tum Sang Laage
kabhi unn madbharee aankhon se piya tha ik jaam
aaj tak hosh nahe hosh nahe hosh nahi
naina naina tore naina naina, naina naina tore naina - (2)
more naina tum sang laage - (2)
more naina, more naina, more naina, more naina
more naina tum sang laagee - (2)
naina naina toree naina naina, naina naina toree naina - (2)
maja aa raha hae dilbar ki dillage mein
najarein bhi hami pe parada bhi hame se
yeh do naina bade hi deewaane, yeh do naina haay ri
yeh do naina bade hi deewaane, bade matwaare bade hi sayaane
more naina naina, (more naina tum sang laage -2)
more naina, more naina, more naina, more naina
more naina tum sang laagee - (2)
(aankhon se aankhein chaar huyi
kuchh maine kahaan kuchh usane kahaan) - (2)
chup rehanee see kya hota hai, abb raaj chhupaana mushkil hai
tere naino mo pee jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
tere naino ne haay ri
SongsBlasts.Com
maare janam maran ko saathi thaare nahi bisaru din raati - (2)
bin dekhe aa nahi chain palat hai, jaanat mori jaati
unchi chadh chadh panth nihaaru rowee akhiya raati
haan haan rowee akhiya raati
tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
(sargam)
SongsBlasts.Com
tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
tere naino ke ajab ishaaree - (3)
more naina tum sang laagee - (2)
more naina, more naina, more naina, more naina
more naina tum sang laage - (2)
naina naina tore naina naina, naina naina tore naina....
________________________________________________________________
Dil Mandir Hai Dil Masjid Hai
dil mandar hai dil masjid hai - (3)
dil hi rab ka ghar hai
dil saagar hai dil ambar hai, dil mein hi dilbar hai
dil tutee na koyi ruthee na - (2)
(dil ke dard ki dawa pyaar hai dilwaalon
dil ka karaar yaar ka didaar hai dilwaalon) - (2)
dil ka chain dil ki khushi dildaar ki najar hai
dil tutee na koyi roothee na - (2)
dil mandar hai dil masjid hai - (3)
dil hi rab ka ghar hai
dil saagar hai dil ambar hai, dil mein hi dilbar hai
dil tutee na koyi ruthee na - (2)
dil ki jisane li duwa chain mila usiko - (2)
dil rakhane ka maalik ne diya achchha sila usiko
dil tutaa huwa jisane joda -2 woh pyaara bashar ahi
dil tutee na koyi ruthee na - (5)
SongsBlasts.Com
dil tutee na koyi ruthee na......
________________________________________________________________
Baasuri Ke Sur Mein Itana Dard Kyun Hai
kabhi socha hai ke baasuri ke sur mein itana dard kyun hai
kabhi socha hai ke sukhee iss sharir mein itana ehsaas kyun hai
kabhi chhuti thi yeh daali apane patton se
kabhi tuti thi yeh daali yeh apane shaakhon se
phir aaj bhi hawa ke jhonke se iss ro/lau par yeh machalat kyun hai
o o o o........
kabhi socha hai ke baasuri ke sur mein itana dard kyun hai
(honto se lagaalo toh chehak uthati hai
ungaliyon ke chhune se yeh behak uthati hai) - (2)
par jakhm se usake aaj bhi nigalati sirf tarz kyun hai
o o o o........
kabhi socha hai ke baasuri ke sur mein itana dard kyun hai
(apano ne hi chalaayi thi kulhaadi iss par
phir usine chhedi thi raag dhaani iss par) - (2)
apana hi tha yeh insaan phir bhi itana khudgarj kyun hai
o o o o........
kabhi socha hai ke baasuri ke sur mein itana dard kyun hai
kabhi socha hai ke sukhe iss sharir mein itana ehsaas kyun hai
kabhi chhuti thi yeh daali apane patton se
SongsBlasts.Com
kabhi tuti thi yeh daali yeh apane shaakhon se
phir aaj bhi hawa ke jhonke se iss ro par yeh machalat kyun hai
o o o o........
kabhi socha hai ke baasuri ke sur mein itana dard kyun hai
__________________________________________________________________
Aap Roothe Rahein Hum Manaate Rahein
(aap roothe rahein hum manaate rahein - (2)
baakhuda aise pal roj aate rahein) - (2)
aaraju hi rahe umrr bhar aur woh - (3)
paas aate rahe
paas aate rahe dur jaate rahe
SongsBlasts.Com
baakhuda aise pal roj aate rahein
aap roothe rahein hum manaate rahein - (2)
baakhuda aise pal roj aate rahein
humako unaki wafa par yakin hai hamein - (3)
aajamaate hai woh aajamaate rahein
baakhuda aise pal roj aate rahein
SongsBlasts.Com
aap roothe rahein hum manaate rahein - (2)
baakhuda aise pal roj aate rahein
khatm ulfat ka apani fasaana na ho - (3)
o sune raat bhar hum sunaate rahein - (2)
baakhuda aise pal roj aate rahein
SongsBlasts.Com
aap roothe rahein hum manaate rahein - (2)
baakhuda aise pal roj aate rahein
SongsBlasts.Com